SONG: Garibo Ki Duniya - दुनिया, गरीबों की दुनिया

Garibo Ki Duniya - दुनिया, गरीबों की दुनिया

LYRICS:
duniya, garibo ki duniya badi hai suhaani, badi hai suhaani garibo ki duniya, duniya jaha bachpane se hai gaafil jawani gaafil jawani, badi hai suhaani zamee apni chhaati pe unko sulaaye zamee apni chhaati pe unko sulaaye falak unpe shabnam ke aansu bahaye falak unpe shabnam ke aansu bahaye par insa ne insa ki kadar na jaani kadar na jaani, badi hai suhaani garibo ki duniya, duniya chale ja rahe hai kataare bana ke auro ko denge vo din bhar kama ke chale ja rahe hai kataare bana ke auro ko denge vo din bhar kama ke gujar jaayegi aise jindgaani aise jindgaani, badi hai suhaani garibo ki duniya, duniya