SONG: Garibo Ka Jina Bhi Hai Koi Jina - गरीबों का जीना भी है कोई जीना

Garibo Ka Jina Bhi Hai Koi Jina - गरीबों का जीना भी है कोई जीना

LYRICS:
garibon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi pasina pasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi pasina pasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena jo paida huve bhukh dar pe khadi thi garibi ki paaw me bedi padi thi jo paida huve bhukh dar pe khadi thi garibi ki paaw me bedi padi thi tha sayad wo ramjan ka hi mahina tha sayad wo ramjan ka hi mahina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi pasina pasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena mere sath kab se, sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai mere sath kab se, sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai hai dono ki kismat me pathar ka seena hai dono ki kismat me pathar ka seena garibon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi pasina pasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummid par hum jiye ja rahe hain mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummid par hum jiye ja rahe hain milegi kabhi maut ki bhi hasina milegi kabhi maut ki bhi hasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi pasina pasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi pasina pasina garibon ka jeena bhi hai koyi jeena