SONG: Garaj Garaj Kar Barso - गरज गरज कर बरसो

Garaj Garaj Kar Barso - गरज गरज कर बरसो

LYRICS:
garjo garjo garjo garjo garaj garaj kar barso aise barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari aese barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari garjo garjo garjo garjo garaj garaj kar barso aise barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari bijali kadke kadke aandhi aaye aaye tut pade tufan se fir bachane na paye nirbal kya balwan dil ki bhadkati aah mein dil ki bhadkati aag mein jal bhun jaye jal bhun jaye jal bhun jaye kab nar nari aese barso aaj aese barso aaj ke ye bah jaye duniya sari garjo garjo garjo garjo garaj garaj kar barso aise barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari aese barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari mard ro lakho paap kare tum bane raho anjaan aurat ki ek bhul ka lakho hi bane daag laho hi bane daag nyaay nahi anyaay hai tum jhuthe ho tum jhuthe ho tum jhuthe ho bhagwan tum jhuthe ho tum jhuthe ho tum jhuthe ho bhagwan tum patthar ho bedardi ho tum andhe tum andhe ho girdhari tum andhe ho girdhari aese barso aaj aese barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari aese barso aaj ki ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari