SONG: Gar Yu Hi Satana Tha - अगर यूँ ही सताना था पहले ही बता देते

Gar Yu Hi Satana Tha - अगर यूँ ही सताना था पहले ही बता देते

LYRICS:
agar yuhi satana tha pahle hi bata dete agar yuhi satana tha pahle hi bata dete arman bhare dil ko hum aag laga dete arman bhare dil kohum aag laga dete agar yuhi satana tha pahle hi bata dete pahlu me daba lete tufane mohabbat ko pahlu me daba lete tufane mohabbat ko hum pyar ke sadke me arman luta dete hum pyar ke sadke me arman luta dete agar yuhi satana tha agar yuhi satana tha pahle hi bata dete malum agar hota aatut nibhaate hai malum agar hota aatut nibhaate hai in aankho ke pardo me sawan ko bitha dete in aankho ke pardo me sawan ko bitha dete agar yuhi satana tha agar yuhi satana tha pahle hi bata dete hasto ko rula dena ye reet kaha ki hai hasto ko rula dena ye reet kaha ki hai tum pyar ke pani se roto ko hasa dete tum pyar ke pani se roto ko hasa dete agar yuhi satana tha pahle hi bata dete agar yuhi satana tha pahle hi bata dete