SONG: Gar Pyar Humara Sacha Hai - अगर प्यार हमारा सच्चा है

Gar Pyar Humara Sacha Hai - अगर प्यार हमारा सच्चा है

LYRICS:
agar pyar hamara sacha hai har takat ko lalkarega ye pyar kabhi na hara hai ye pyar kabhi na hara hai ye pyar kabhi na harega ye pyar kabhi na harega julm duniya me sada pyar pe hota raha parchame ishq magar ho ke uncha na jhuka jo kadam aage badha, badhke piche na hata jo kadam aage badha, badhke piche na hata ishq mohabbat ke liye taaz aur takht diye teer aur talwar chale vaar pe vaar chale o pyar jab jhuk na saka aayi duniya ki sada o pyar jab jhuk na saka aayi duniya ki sada ha pyar jab jhuk na saka aayi duniya ki sada kya, is pyar se duniya hari hai ye pyar kabhi na hara hai ye pyar kabhi na harega ye pyar kabhi na harega kisaa ye kais bhi sun jisko thi ishq ki dhun taar daman me na tha phul gulshan na tha dil ki murjhai kali aarzoo dil ki jali marte marte na chuti haye laila ki gali ishq me ho ke fana aisa diwana bana jo bhi turbat pe gaya, aayi turbat se sada jo bhi turbat pe gaya, aayi turbat se sada kya, is pyar se duniya hari hai ye pyar kabhi na hara hai ye pyar kabhi na harega ye pyar kabhi na harega