SONG: Gao Re, Gao Re, Khushiyo Ka Tarana - गाओं रे, गाओं रे, खुशियों का तराना

Gao Re, Gao Re, Khushiyo Ka Tarana - गाओं रे, गाओं रे, खुशियों का तराना

LYRICS:
gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi dur nahi wo din jab hogi hari bhari ek ek wadi jhumke aayi aazadi apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya ujad gaya tha jo gulshan wo phir se hai aabad huya phir se hai aabad huya apni basti chand huyi hai gair ke ghar me barbadi jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi apni dharti par na honge begano ke dere apni dharti par na honge begano ke dere ha begano ke dere naam na lenge kadam badane ka ab chor lutere ha ha chor lutere lehar lehar ban jayegi sadar desh ki sari aabadi jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi lahu lagakar aaj ye kha le kasme aaj ye kha le kasme aaj se phir hum kabhi na honge kisi gair ke bas me sun re bande chhinne se bhi na chhni sakega koi hamari aazadi jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi