SONG: Ganga Kinare Mohe Bagiya Laga De Saiyya - गंगा किनारे मोहे बगिया लगा दे सैंया

Ganga Kinare Mohe Bagiya Laga De Saiyya - गंगा किनारे मोहे बगिया लगा दे सैंया

LYRICS:
ganga kinare mohe bagiya laga de sainya ganga kinare mohe bagiya laga de sainya parvat kii chhainya bitha de rasiya malan banungi tori sinchuu phulawari maalan banungi tori sinchuu phulawari chandan ki dar jhuka de rasiya chandan ki dar jhuka de rasiya parvat ki chhainya parvat ki chhainya tore baago mein sainya kante bahut hai tore baago mein sainya kante bahut hai man ki kaliya khila de rasiya man ki kaliya khila de rasiya parvat ki chhainya parvat ki chhainya baago mein more nahi papiha baago mein more nahi papiha tuhi papiha bula de rasiya ganga kinare mohe bagiya laga de sainya parvat ki chhainya bitha de rasiya parvat ki chhainya parvat ki chhainya