SONG: Gamzadon Ko Aish Kaa, Gam Ki Duniyaa Men Kushi Kaa - ग़म्ज़दों को ऐश का पैग़ाम क्या

Gamzadon Ko Aish Kaa, Gam Ki Duniyaa Men Kushi Kaa - ग़म्ज़दों को ऐश का पैग़ाम क्या

LYRICS:
gamzado ko aish ka paigaam kya gam ki duniyaa me khushi kaa kaam kya kaam kya dil jaha duba adhera ho gya ashk tute to savera ho gya ham garibo ki sahar kya shaam kya shaam kya kaap uththa zindagi kaa saaz kyo gam me hai dubi hui aawaaz kyo phir chalakne ko hai dil ka jaam kya jaam kya koi arma muskra sakta nahi dil khushi ke git ga sakta nahi zindgaani hai isi ka naam kya naam kya