SONG: Gam-E-Hasti Se Bas Begana Hota - ग़म-ए-हस्ती से बस बेगाना होता

Gam-E-Hasti Se Bas Begana Hota - ग़म-ए-हस्ती से बस बेगाना होता

LYRICS:
gam-e-hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main diwana hota gam-e-hasti se bas begaana chali aati qayaamat anjuman me chali aati qayaamat anjuman me gulo ko aag lag jaati chaman me alag baitha alag baitha koi mastaana hota khudaaya kaash main diwana hota gam-e-hasti se bas begaana jo dekha hai suna hai zindagi me jo dekha hai suna hai zindagi me wo banke dard rah jaata na ji me faqat ek kwaab faqat ek kwaab ek afsana hota khudaaya kaash main diwana hota gam-e-hasti se bas begaana usi diwaanagi me bekhudi me usi diwaanagi me bekhudi me na khulati aankh saari zindagi me sada gardish me sada gardish me ik paimaana hota khudaaya kaash main diwana hota gam-e-hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main diwana hota