SONG: Gam-E-Aashiyana Satayega Kab Tak - गम-ए-आशियाना सताएगा कब तक

Gam-E-Aashiyana Satayega Kab Tak - गम-ए-आशियाना सताएगा कब तक

LYRICS:
gam-e-aashiyana satayega kab tak satayega kab tak gam-e-aashiyana satayega kab tak satayega kab tak mujhe mera dil yu rulayega kab tak mujhe mera dil yu rulayega kab tak gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak bana kar bigade hai ghar tune lakho bana kar bigade hai ghar tune lakho falak ye tamashe dikhayega kab tak falak ye tamashe dikhayega kab tak gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak sitam aaj kaise hain insan pe inka sitam aaj kaise hain insan pe inka ye insan ko insan banayega kab tak ye insan ko insan banayega kab tak gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak teri yad dunia jehnnum bani hai teri yad dunia jehnnum bani hai jehnnum bani hai tu jaane khudayi chhipayega kab tak rulayega kab tak satayega kab tak gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak