SONG: Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa - ग़म दिये मुस्तक़िल, कितना नाज़ुक है दिल, ये ना जाना

Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa - ग़म दिये मुस्तक़िल, कितना नाज़ुक है दिल, ये ना जाना

LYRICS:
gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana haay haay ye zaalim zamana de uthe daag lo unse ai mahalo kah sunana haay haay ye zaalim zamana dil ke haatho se daaman chhuda kar gam ki nazaro se nazare bacha kar il ke haatho se daaman chhuda kar gam ki nazaro se nazare bacha kar uthke vo chal diye, kahte hi rah gaye ham fasana haay haay ye zaalim zamaanaa koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar, pad raha hai magar muskurana haay haay ye zaalim zamaanaa gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana haay haay ye zaalim zamana