SONG: Gam De Diya Koi Jane Wale Se Keh De - ग़म दे दीया ख़ुशी को मिटाकर चले गये

Gam De Diya Koi Jane Wale Se Keh De - ग़म दे दीया ख़ुशी को मिटाकर चले गये

LYRICS:
gham de diya khushi ko mitakar chale gaye kyun mere dil ko thes lagakar chale gaye koi jane wale se kah de ye ja ke koi jane wale se kah de ye ja ke kahan chhup gaye kahan chhup gaye humse najre mila ke koi jane wale se kah de ye ja ke diya haay kyun dil ko gham itni jaldi diya haay kyun dil ko gham itni jaldi tumhare liye humne duniya badal di tumhare liye humne duniya badal di tumhi chal diye tumhi chal diye humse daaman bacha ke koi jane wale se kah de ye ja ke kahan chhup gaye kahan chhup gaye humse najre mila ke koi jane wale se kah de ye ja ke salamat raho tum humari duaa hai salamat raho tum humari duaa hai khushi le ke ruksat huye ho to kya hai khushi le ke ruksat huye ho to kya hai gujarenge din gujarenge din hum bhi aansu baha ke koi jane wale se kah de ye ja ke kahan chhup gaye kahan chhup gaye humse najre mila ke koi jane wale se kah de ye ja ke