SONG: Gale Lagaa Ke Jo Sunate The Dil Ki Aahon Ko - गले लगा के जो सुनते थे दिल की आहों को

Gale Lagaa Ke Jo Sunate The Dil Ki Aahon Ko - गले लगा के जो सुनते थे दिल की आहों को

LYRICS:
gale laga ke jo sunte the dil ki aaho ko gale laga ke jo sunte the dil ki aaho ko taras raha hu unhi ki hasin baho ko gale laga ke jo sunte the kadam kadam pe wo aankhe bichha bichha dena kadam kadam pe wo aankhe bichha bichha dena jarur yaad to hoga tumhari raaho ko gale laga ke jo sunte the dohai hai teri ae raahjan dohai hai dohai hai teri ae raahjan dohai hai ki aaj lut liya raahbar ne raaho ko gale laga ke jo sunte the mile na phir tere daman me daag un ke shamim mile na phir tere daman me daag un ke shamim sharabe naab se dhoya hai jin aaho ko gale laga ke jo sunte the dil ki aaho ko