SONG: Gajb Ho Gaya Haye Re Julam Ho Gaya - गजब हो गया हाय रे जुल्म हो गया

Gajb Ho Gaya Haye Re Julam Ho Gaya - गजब हो गया हाय रे जुल्म हो गया

LYRICS:
haye re gajab ho gaya haye re julm ho gaya haye re pyar ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya julm ho gaya haye re ek pathar ka dil pighal gaya ek dariya ka rukh badal gaya ye kaisa tamasha ajab ho gaya ajab ho gaya haye re gajab ho gaya, julm ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re kuch aise dekha usne tirchhi nigaho se kuch aise dekha usne tirchhi nigaho se nikal gayi dharti ram kasam mere pavo se nikal gayi dharti ram kasam mere pavo se kaise kahu phir kya hua kaise kahu phir kya hua pahle jor se dil dhadka phir muh se nikal gayi haye re gajab ho gaya, julm ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya julm ho gaya haye re us zalim ko to dil ka jalana hi aata tha us zalim ko to dil ka jalana hi aata tha dekh ke jisko sara badan tharthrata tha are dekh ke jisko sara badan tharthrata tha uska bhi dil tadap gaya ho uska bhi dil tadap gaya dekho ishq ne pani me bhi ki hai aag lagayi re gajab ho gaya, julm ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya julm ho gaya haye re dil kahta hai ke udke chhu lu mai sitaro ko dil kahta hai ke udke chhu lu mai sitaro ko aanchal me apne bandh lu hansti baharo ko aanchal me apne bandh lu hansti baharo ko aaj mere sajan ne ho aaj mere sajan ne pas bulake mang me meri diya sindur lagaye re hoye gajab ho gaya hoye sitam ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya julm ho gaya haye re ek pathar ka dil pighal gaya ek dariya ka rukh badal gaya ye kaisa tamasha ajab ho gaya ajab ho gaya haye re gajab ho gaya, julm ho gaya haye re gajab ho gaya haye re sitam ho gaya haye re gajab ho gaya haye re pyar ho gaya ye kaise tamasha ajab hua ajab hua ajab hua