SONG: Gaiyya Lakho Ki Hai Maiyya - गईयाँ लाखो की है मईयाँ

Gaiyya Lakho Ki Hai Maiyya - गईयाँ लाखो की है मईयाँ

LYRICS:
kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re samne na aao kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re samne na aao gaiya vo mata hai jiske tan me devta rahe tan me devta rahe iski seva se ghar ghar me ganga dudh ki bahe ganga dudh ki bahe aisi mata ko sata ke maa ka dudh na lajao re gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re samne na aao teri diwali me jalte ghee ke diye jalte ghee ke diye ghar ki lazmi ko kyu mare papi pet ke liye papi pet ke liye apna muh kala karke auro ke deeo ko na bhujao re gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re samne na aao re panghat pe jinda rah ke ye duniya ko jalati ye duniya ko jalati apne bachde ka hak cheen tumko dudh pilati tumko dudh pilati jiska makkhan khate tum uspe talwar na chalao gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re samne na aao re kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re dur hat jao