SONG: Gair Ban Ke Na Milen Ham Tumhen Apanaa Kar Len - ग़ैर बनके ना मिलें, हम तुम्हें अपना कर लें

Gair Ban Ke Na Milen Ham Tumhen Apanaa Kar Len - ग़ैर बनके ना मिलें, हम तुम्हें अपना कर लें

LYRICS:
gair ban ke na mile, hum tumhe apna kar le gair ban ke na mile, hum tumhe apna kar le ho ijazat to ye chhoti si tamanna kar le gair ban ke na mile, hum tumhe apna kar le ho ijazat to ye chhoti si tamanna kar le gair ban ke na mile tez saanso me rachi pyar ki shahnai ho tez saanso me rachi pyar ki shahnai ho phul sa chehra ho mahaki huyi tanhai ho phul sa chehra ho mahaki huyi tanhai ho nichi nazare jo uthe dekh ke parda kar le gair ban ke na mile humne allah se yu daade wafa maangi hai humne allah se yu daade wafa maangi hai jald mil jaao hume tum ye dua maangi hai jald mil jaao hume tum ye dua maangi hai ha jo kah do to abhi shukr ka sajda kar le gair ban ke na mile, hum tumhe apna kar le ho ijazat to ye chhoti si tamanna kar le gair ban ke na mile hai mukaddar par hume naaz mohabbat pe yaki hai mukaddar par hume naaz mohabbat pe yaki jeete ji tumse judai kabhi mumkin hi nahi jeete ji tumse judai kabhi mumkin hi nahi marke bhi hum na juda honge ye wada kar le gair ban ke na mile, hum tumhe apna kar le ho ijazat to ye chhoti si tamanna kar le gair ban ke na mile