SONG: Gagan Se Aaya Tar - गगन से आया तार

Gagan Se Aaya Tar - गगन से आया तार

LYRICS:
o gagan se aaya tar gagan se aaya tar ke ab gam mat kar mere yaar zamana badlega zamana badlega zamana badlega zamana badlega zuhu par ek bangla lenge waqt se pehle bhada denge zuhu par ek bangla lenge waqt se pehle bhada denge karega humko roz namste karega humko roz namste lalu choki ka zamana badlega zamana badlega zamana badlega naam chalega bazaro me chhapega photo akhbaro me naam chalega bazaro me chhapega photo akhbaro me darwaje par khadi rahegi purwah aaha darwaje par khadi rahegi lambi motar car zamana badlega zamana badlega zamana badlega zamana badlega tan par apne sut bhi hoga pavo me engish but bhi hoga tan par apne sut bhi hoga pavo me engish but bhi hoga sar par pyare hat bhi hogi arey sar par pyare hat bhi hogi zamana badlega zamana badlega zamana badlega zamana badlega gagan se aaya tar ke ab gam mat kar mere yaar zamana badlega zamana badlega zamana badlega zamana badlega