SONG: Gagan Panth Ka Ek Pakheru Duniya Me - गंगन पंथ का एक पखेरू दुनिया में

Gagan Panth Ka Ek Pakheru Duniya Me - गंगन पंथ का एक पखेरू दुनिया में

LYRICS:
ek gagan panth ka pakheru is duniya ke dware aaya is duniya ke dukhde deke aankho me aasu bhar laya ek gagan panth ka pakheru nit naye geet gane wale geet surila na gaya nit naye geet gane wale geet surila na gaya jag utha jo geet hariday me man me wohi samaya ek gagan panth ka pakheru dal dal par uda pakheru tal tal par dal dal par uda pakheru tal tal par jug jug se jo sapna dekha sapna sahi na paya duniya me aakar pachhtaya ek gagan panth ka pakheru dukhi na ho dukhi na ho mere jiwan panchhi dekh ke badal chhaya dukhi na ho dukhi na ho mere jiwan panchi dekh ke badal chaya main uska banke pankh pakheru bhul yaha ki maya ek gagan panth ka pakheru ek gagan panth ka pakheru ek gagan panth ka pakheru is dunia ke dware aaya is dunia ke dukhde deke aankho me aasu bhar laya ek gagan panth ka pakheru