SONG: Gadhon Par Baith Kar Ham, Dekho Dekho Hazur - गधों पर बैठ कर हम देखो देखो हुजूर

Gadhon Par Baith Kar Ham, Dekho Dekho Hazur - गधों पर बैठ कर हम देखो देखो हुजूर

LYRICS:
gadho par baith kar hum shehar ke chakkar lagayenge ho hi isi kabil hume tumse mahobat hai ye duniya ko batayenge qurban jaun tumhare batane pe dekho dekho hazur ye hai khate angur aji chhodo ye hath nahi aayenge oo meri jannat ki hur tu hai arabi khazur tere saye me zindagi bitayege dekho dekho hazur ye hain khatte angur aji chhodo ye hath nahi ayege achha lage hai mujhe o meri bulbul gana tera chahachahana tera achha lage na mujhe o pichhe pichhe aana tera khilakhilana tera achha lage na mujhe oo pichhe pichhe aana tera khilakhilana tera teri ankhe billur mithe mithe angur inhe sharabat banake pi jayege dekho dekho hazur ye hai khatte angur aji chhodo ye hath nahi aayenge o meri jannat ki hur tu hai arabi khazur tere saye me zindagi bitayenge bhula nahi hai mujhe nazare jhuka kar aana tera muskurana tera mujhko bhi yaad hai pehla tamacha khana tera bhag jana tera mujhko bhi yaad hai pehla tamacha khana tera bhag jana tera jo karegi gurur hum ban ke langur tere kuchhe me udham machayege dekho dekho hazur ye hai khatte angur aji chhodo ye hath nahi aayenge o meri jannat ki hur tu hai arabi khazur tere saaye me zindagi bitayenge dekho dekho hazur ye hai khatte angur aji chhodo ye hath nahi ayenge