SONG: Gaanv Mein Mach Gaya Shor - गाँव में मच गया शोर

Gaanv Mein Mach Gaya Shor - गाँव में मच गया शोर

LYRICS:
gaanv mein mach gaya shor gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol tu naache main gaau tere ghungaru mere bol o saathi gali mein baj gaya dhol gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol keh le sun le aaj hai mauka kal mat kehana ho gaya dhoka keh le sun le aaj hai mauka kal mat kehana ho gaya dhoka laaj sharam ne rasta roka mann ghugat tan pawan ka jhonka ghunghat mein jal jaayegi tu gori ghunghat khol gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol main naachu tu gaaye mere ghungaru tere bol o saathi gali mein baj gaya dhol o saathi gali mein baj gaya dhol surat murat kaisi kaisi ek nahi par tere jaisi surat murat kaisi kaisi ek nahi par tere jaisi main to hoon sab logon jaisi hay mujhame kya baat hai aisi geet ke mukhade sa mukhada sangeet se mithe bol are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol tu naache main gaau tere ghungaru mere bol o saathi gali mein baj gaya dhol are gali mein baj gaya dhol haay haay meri ungali marodi are tune meri chudi todi haay haay meri ungali marodi are tune meri chudi todi chhod shikaayat lambi chaudi shor jyaada chot hai thodi maaru ke chhod u tere saath suluk karu kya bol o o o o gaanv mein are gaanv mein mach gaya shor saathi gali mein baj gaya dhol tu naache main gaau tere ghungaru mere bol o saathi gali mein baj gaya dhol are gali mein baj gaya dhol bansi bajaye kishan kanhaiya o raadha nache ta ta thaiya bansi bajaye kishan kanhaiya o raadha naache ta ta thaiya tum kyun pichhe chhupake khade ho tum bhi nacho ganga maiya saas bahu sang sang naache toh duniya jaye dol are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol tu naache main gaau tere ghungaru mere bol o saathi gali mein baj gaya dhol are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol are gaanv mein mach gaya shor o saathi gali mein baj gaya dhol