SONG: Gaa Rahi Hai Zindagi Har Taraf Bahaar Men Kis Liye - गा रही है ज़िंदगी हर तरफ़ बहार में किस लिये

Gaa Rahi Hai Zindagi Har Taraf Bahaar Men Kis Liye - गा रही है ज़िंदगी हर तरफ़ बहार में किस लिये

LYRICS:
ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye aa gaya anchal kisi ka aj mere hath me hai chakori aj apne chandrma ke sath me aa gaya anchal kisi ka aj mere hath me hai chakori aj apne chandrma ke sath me chal padi do kishtiyan aj ek dhar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye chhu rahi tan man ko mere prit ki purvaiyan dur ki ambraiyo me gunjati shehanaiyan chhu rahi tan man ko mere prit ki purvaiyan dur ki ambraiyo me gunjati shehanaiyan sau guna nikhar hai aj to singar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye zindagi bhar ke liye tu banh meri tham le jab talak ye sans hai har sans tera nam le zindagi bhar ke liye tu banh meri tham le jab talak ye sans hai har sans tera nam le ek nayi duniya khadi apane itezar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye ga rahi hai zindagi har taraf bahar me kis liye char chad lag gaye hai tere mere pyar me is liye