SONG: Gaa Ae Dil Matwale Jhum Kar - गा ऐ दिल मतवाले, झूम कर साज़ उठा ले

Gaa Ae Dil Matwale Jhum Kar - गा ऐ दिल मतवाले, झूम कर साज़ उठा ले

LYRICS:
ga ae dil matwale jhum kar saaz utha le gaaye ja, tu phir gaaye ja raate badi anokhi, ye din bahut nirale gaaye ja, tu phir gaaye ja kyu chand chakor se dur ghata me phire akela ye mast jawani, koi din ka mela aa kisi se aankh mila le jhum kar saaz utha le gaaye ja, tu phir gaaye ja ye mast hawaye kahti hai milne ki kahani rut bit na jaye, raate hai jawani ik duniya nayi basa le jhum kar saaz utha le gaaye ja, tu phir gaaye ja mahak mahak kar kali kali ko phul pukare mastana hawa me, haste hai sitare ab dil ko kaun sambhale jhum kar saaz utha le gaaye ja, tu phir gaaye ja