Fifi Jata Kahan Hai Deewane - फीफी जाता कहा हैं दीवाने
LYRICS:
jaata kahaan hai deewane sab kuch yahan hai sanam
baaki ke saare fasaane jhoote hain teri kasam
fifi, kuch tere dil mein fifi
fifi, kuch mere dil mein fifi
zamaana hai bura…
saiyyad hai tu magar mujhko na yun tann ke dekh
nadaan zara ek baar qaidi mera ban ke dekh
maano maano meri baat hai yeh pehli mulaqaat
maano maano meri baat
dekho pehlu se uth ke hai jaana bura
jata kahan hai diwane sab kuch yahaan hai sanam
baaki ke saare fasaane jhoothe hain teri kasam
fifi, kuch tere dil mein fifi
fifi, kuch mere dil mein fifi
zamaana hai bura…