SONG: Fariyad Na Kar Aansu Na Baha - फ़रियाद ना कर आँसू ना बहा

Fariyad Na Kar Aansu Na Baha - फ़रियाद ना कर आँसू ना बहा

LYRICS:
fariyad na kar aasu na baha fariyad na kar aasu na baha itni badi dunia me teri kaun sunega itni badi dunia me teri kaun sunega kaun sunega kaun sunega fariyad na kar aasu na baha fariyad na kar aasu na baha kismat ne tere sine pejo, teer hai mara teer hai mara kismat ne tere sine pe, jo teer hai mara sindur mitaya tera ghar bar ujada chhin ke tujhse tere jiwan ka sahara do pal ki suhagan tujhe kahte hai vidhwa kahte hai vidhwa fariyad na kar aasu na baha fariyad na kar aasu na baha kato bhara rashta tera jiwan ka saheli jina hi padega tujhe duniya me akeli bigdi hui takdir pe ab rona ye kaisa bedard zamana teri halat pe hasega halat pe hasega fariyad na kar aasu na baha fariyad na kar aasu na baha