SONG: Fariyad Meri Sun Le - फ़रियाद मेरी सुन ले फ़रियाद मेरी सुन ले

Fariyad Meri Sun Le - फ़रियाद मेरी सुन ले फ़रियाद मेरी सुन ले

LYRICS:
fariyad meri sun le fariyad meri sun le fariyad meri sun le jara asma wale fariyad meri sun le jara asma wale ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le fariyad meri sun le jara asma wale ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le jina bhi mufliso ka dushwar kar diya hai jina bhi mufliso ka dushwar kar diya hai insan ne insan ko insan ne insan ko lachar kar diya hai lachar kar diya hai mushkil me prabhu kaun siva tere sambhale mushkil me prabhu kaun siva tere sambhale ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le tufan uth raha hai andher ho gaya hai tufan uth raha hai andher ho gaya hai kismat to so gayi hai kya tu bhi so gaya hai kismat to so gayi hai kya tu bhi so gaya hai naiya hai ab hamari naiya hai ab hamari tufan ke hawale ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le fariyad meri sun le fariyad meri sun le fariyad meri sun le jara asman wale ji bhar gaya duniya se mera mujhko utha le