SONG: Fariyad Ko Lab Par - फ़रियाद को लब पर

Fariyad Ko Lab Par - फ़रियाद को लब पर

LYRICS:
fariyad ko lab pe rok liya par drd ko dil me chupa na sake hum apne aapko bhul gaye par yaad kisi ki bhula na sake dil tutna tha dil tut gaya takdir ka sikwa kya karte dil tutna tha dil tut gaya takdir ka sikwa kya karte dil tutna tha dil tut gaya takdir nahi jab chain nahi takdir ko ruswa kya kate dil tutna tha dil tut gaya gar jante milna mushkil hai hum teri tamnna kyu karte hum teri tamnna kyu karte jab pyar ke kabil ho na sake fir pyar ka dawa kya karte dil tutna tha dil tut gaya ab dil ko machlna bhul gaya ab dil ko machlna bhul gaya aankhon ne rona chhod diya aankhon ne rona chhod diya hum aap tamasha ban hi gaye ulfat ka tamasha kya krte dil tutna tha dil tut gaya aaram se pehlu me reh na saka aur dil ki kahani keh na saka aur dil ki kahani keh na saka jo aankhon me aasu beh na saka us katre ko dariya kya karte dil tutna tha dil tut gaya takdir ka sikwa kya karte dil tutna tha dil tut gaya