SONG: Fariyad Dil Ki Sun Le Ae Do Jahan Wale - फ़रियाद दिल की सुन ले ए दो जहाँ वाले

Fariyad Dil Ki Sun Le Ae Do Jahan Wale - फ़रियाद दिल की सुन ले ए दो जहाँ वाले

LYRICS:
fariyad dil ki sun le ae do jahan wale kashti hai jindagi ki maula tere hawale fariyad dil ki sun le tu hi banaye bigdi taqdeer bekaso ki suljhaye tu hi uljhi tasveer bebso ki tere sivay ilahi mushkil ko kaun sambhale fariyad dil ki sun le madham hai aasman me kab se ye chand taare najre hai bhigi bhigi fike hai sab najare sunta nahi khuda kyu majbur dil ke naare fariyad dil ki sun le apne karam se karde aasan har ek mushkil bhatke na tere bande khoye na apni manjil tujhko kasam khudaya ye karvan bacha le fariyad dil ki sun le ae do jahan wale kashti hai jindagi ki maula tere hawale fariyad dil ki sun le