SONG: Fariyaad Na Karna Haye - फ़रियाद ना करना

Fariyaad Na Karna Haye - फ़रियाद ना करना

LYRICS:
fariyad na karna fariyad na karna haye kahi fariyad na karna fariyad na karna haye kahi fariyad na karna dil tut bhi jaye to fariyad na karna haye kahi fariyad na karna jab baste hi duniya lut jaye jab pritam tujhko thukraye jab badle chaal zamane ki jab badle chaal zamane ki rakh lena laaj tarane ki agar jaan bhi jaye to fariyad na karna haye kahi fariyad na karna fariyad na karna haye kahi fariyad na karna fariyad na karna haye kahi fariyad na karna yahi nadiya yahi kinara tha yahi maine tujhko pukara tha yahi dunia thi diwane ki ye baat hai gujre zamane ki ab yad bhi aaye to fariyad na karna haye kahi fariyad na karna