SONG: Fariyaad Na Karna Haay - फरियाद न करना हाय

Fariyaad Na Karna Haay - फरियाद न करना हाय

LYRICS:
fariyad na karna haye kahi fariyad na karna fariyad na karna haye kahi fariyad na karna dil tut ke jaye sau fariyad na karna haye kahi fariyad na karna jab baste hi duniya lut jaye jab preetam tujhko thukraye jab badle chaal zamane ki jab badle chaal zamane ki rakh lena laaz tarane ki agar jaan bhi jaye to fariyad na karna haye kahin fariyad na karna fariyad na karna haye kahin fariyad na karna fariyad na karna haye kahi fariyad na karna yahi nadiya yahi kinara tha yahi maine tujhko pukara tha yahi duniya thi deewane ki ye baat hai gujre zamane ki ab yaad bhi aaye to fariyad na karna haye kahi fariyad na karna.