SONG: Fanwale Maharaj Meri Rakhnaa Tu Laaj - फनवाले महाराज मेरी रखना तू लाज

Fanwale Maharaj Meri Rakhnaa Tu Laaj - फनवाले महाराज मेरी रखना तू लाज

LYRICS:
fanwale maharaj meri rakhna tu laaj gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main aaja aaja tujhe kabse bulau main fanwale maharaj meri rakhna tu laaj gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main aaja aaja tujhe kabse bulau main tere fan pe jhum rahi hai kabse duniya sari chhoti si ye baat meri kya tujhe padegi bhari tere fan pe jhum rahi hai kabse duniya sari chhoti si ye baat meri kya tujhe padegi bhari bhakto ko deta amrit aur kahlata vishdhari sabki bigdi baat bana di hai aaj hai meri bari sun sun naagraj khali leke jholi aaj nahi jaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main aaja aaja tujhe kabse bulau main naag devta tera rup hai jaise dhup aur chhaya kisi ne jokham paar sahe to pyar kisi ne paya naag devta tera rup hai jaise dhup aur chhaya kisi ne jokham paar sahe to pyar kisi ne paya main anath sa firu bhatakta kisi ne na apnaya aaj pran ki bhikh maangne dwar pe tere aaya dukhiyara hu main bin teri bhakti ki bin bajau main aaja aaja tujhe kabse bulau main aaja aaja tujhe kabse bulau main fanwale maharaj meri rakhna tu laaj gun gaau main aaja aaja tujhe kabse bulau main aaja aaja tujhe kabse bulau main