SONG: Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye - फलसफे इश्क में पेश आये

Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye - फलसफे इश्क में पेश आये

LYRICS:
falsafe ishq mein pesh aaye sawalo ki tarah falsafe ishq mein pesh aaye sawalo ki tarah hum pareshan hi rahe apne khaylo ki tarah shisha agar baithe rahe jikre masiha le kar shisha agar baithe rahe jikre masiha le kar or hum tut gaye kanch ke pyalo ki tarah or hum tut gaye kanch ke pyalo ki tarah jab bhi anjam mein mohabbat ne pukara khud ko jab bhi anjam mein mohabbat ne pukara khud ko waqt ne pesh kiya humko misalo ki tarah waqt ne pesh kiya humko misalo ki tarah jikr jab hoga mohabbat mein tabahi ka kahi jikr jab hoga mohabbat mein tabahi ka kahi yaad hum aayenge duniya ko ko havalo ki tarah yaad hum aayenge duniya ko ko havalo ki tarah falsafe ishq mein pesh aaye sawalo ki tarah