SONG: Falaq Milega Tujhe Kya Hame Mitane Se, Ye Muhabbat Naa Mitegi - फ़लक़ मिलेगा तुझे क्या हमें मिटाने से, ये मोहब्बत ना मिटेगी

Falaq Milega Tujhe Kya Hame Mitane Se, Ye Muhabbat Naa Mitegi - फ़लक़ मिलेगा तुझे क्या हमें मिटाने से, ये मोहब्बत ना मिटेगी

LYRICS:
falaq milegaa tujhe kyaa hame mitaane se ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se alaq milegaa tujhe kyaa hame mitaane se ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se uthaa ke ranj ye dil chur ho gayaa itnaa uthaa ke ranj ye dil chur ho gayaa itnaa ke thes lagati hai haay ke thes lagati hai kaliyo ke muskuraane se ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se jiye to kiske liye tum hi jab nahi apne tum hi jab nahi apne jiye to kiske liye tum hi jab nahi apne tum hi jab nahi apne ke ji rahe the haay ke ji rahe the abhi tak isi bahaane se ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se jahaan ne kah diya baadal hai aasmano ke dhuan uthaa hai ye haay jahaan ne kah diya baadal hai aasmano ke dhuan uthaa hai ye haay dhuan uthaa hai ye mere hi aashiyane se ye mohabbat naa mitegi kabhi zamaane se falaq milegaa tujhe kyaa