SONG: Fakeera Ghar Aajaa - फकीरा घर आजा

Fakeera Ghar Aajaa - फकीरा घर आजा

LYRICS:
tujhko yaad hai bata bhooli bisri woh jagah usme lipti woh subaha uss ek aangan ko bana tu zameen aur aasmaan phirta kyun hai yun tanha doori jo darmiyaan hai tujhme aur aashiyaan mein kar de kam faasale tu… dastak tu de yahaan pe sunte hai dar wahan pe kar de kam faasle zara tu chhod zidd ko fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja ho.. ajnabi shehron ki tu kyun baahon mein soye yun ginta sitare majdhaar ki hai aadat paas mein hi the hamesha kinare tune dil pe tha likha tere ghar ka pataa seedhe aksharon mein yun kyun akela iss tarah baandhe moh ki doriyan udta dil ka patanga doori jo darmiyaan hai tujhme aur aashiyaan mein kar de kam faasale tu… dastak tu de yahaan pe sunte hai dar wahan pe kar de kam faasle zara tu chhod zidd ko fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja fakeera ghar aaja..!