SONG: Ek Tir Chalaa Dil Pe Lagaa Haae Meraa Dil - एक तीर चला, दिल पे लगा, हाए मेरा दिल, हाए मेरा दिल

Ek Tir Chalaa Dil Pe Lagaa Haae Meraa Dil - एक तीर चला, दिल पे लगा, हाए मेरा दिल, हाए मेरा दिल

LYRICS:
ek tir chala, dil pe lagaa, haae mera dil, haae mera dil ek thes lagi, aisi lagi, tut gaya dil, haae mera dil haae mera dil, haae mera dil, haae mera dil ai aansuo aao, jalane se bachaao ai aansuo aao, jalane se bachaao thi sine me muhabbat ki lagi aag, jala dil thi sine me muhabbat ki lagi aag, jala dil haae mera dil, haae mera dil, haae mera dil mushkil tha bachana, aisa tha nishana chaha to bahut dil ko bachana, na bacha dil chaha to bahut dil ko bachana, na bacha dil haae mera dil, haae mera dil, haae mera dil ki maine jo fariyaad, kis ne kiya barabad kis ne kiya barabad dil ne kaha nazaro ne, to nazaro ne kaha dil dil ne kaha nazaro ne, to nazaro ne kaha dil haae mera dil, haae mera dil, ha mera dil