SONG: Ek Tha Raja Ek Thi Rani Ek Tha Rajkumar - एक था राजा एक थी रानी एक था राजकुमार

Ek Tha Raja Ek Thi Rani Ek Tha Rajkumar - एक था राजा एक थी रानी एक था राजकुमार

LYRICS:
ek tha raja ek thi rani ek tha rajkumar pyar bhari thi dunia unki usse bhara ghara bar raja ke man me ek din jane kaisa samaya de gaya wo pyar ke nate dekh ke teri maya raja nikla desh paraye lane heere moti tab se beta re bahe pasare rain roti roti aaja re aaja pardesi raja munnna tujhko bulaye ro ro ke hari rani bechari munne ko nind na aaye muhjse to tum ruthe sahi bhulega munne ka pyar kya muhjse to tum ruthe sahi bhulega munne ka pyar kya pahuchi nahi kano talak ek nanhi si dil ki pukar kya aaja re aaja pardesi raja munnna tujhko bulaye ro ro ke hari rani bechari munne ko nind na aaye kehta hai dil aaoge tum sone ki nagri ke par se kehta hai dil aaoge tum sone ki nagri ke par se hoti nahi daulat badi sacche dil ko pyar se aaja re aaja pardesi raja munnna tujhko bulaye ro ro ke hari rani bechari munne ko nind na aaye