SONG: Ek Tha Raja Ek Thi Raani, Aao Sunau Unki Kahani - एक था राजा एक थी रानी,आओ सुनाऊँ उनकी कहानी

Ek Tha Raja Ek Thi Raani, Aao Sunau Unki Kahani - एक था राजा एक थी रानी,आओ सुनाऊँ उनकी कहानी

LYRICS:
ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani the wo bachpan ke sathi ek duje ke diwane khela karte the milkar milkar gate the gane milkar gate the gane din the wo ujale rat thi suhani aao sunau unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani wo ude badlo ke sang wo inderdhaus pe jhule pariyo ke desh me pahunche wo is dunia ko bhule wo is dunia ko bhule bat hai kal ki par hai purani aao sunau unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani ik din dono ne milkar kagaj ki naaw bahayi wo naw bahi dam bhar ko phir jor ki andhi ayi phir jor ki andhi ayi naw to kho gayi bah gaya pani aao sunau unki kahani ek tha raja ek thi rani aao sunau unki kahani ek tha raja ek thi rani ek tha raja ek thi rani