SONG: Ek Tha Kaanha Ek Thi Radha, Aaj Wo Geet Sunao Na - एक था कान्हा एक थी राधा, आज वो गीत सुनाओ ना

Ek Tha Kaanha Ek Thi Radha, Aaj Wo Geet Sunao Na - एक था कान्हा एक थी राधा, आज वो गीत सुनाओ ना

LYRICS:
ek tha kaanha ek thi radha aaj o geet sunao na un dono ki prem kahani ham nache tum gao na pandit gyani aur pujari kya sadhu kya sanyasi sab kahte hai jhuth hame tum sachchi baat batao na kya sach hain kya jhuth hain are kya sach hain kya jhuth hain, ye hamse na puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho kya sach hain kya jhuth hain, ye hamse na puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho are kya sach hain kya jhuth hain, ye hamse na puchho tan se lagta kunwar kanhaiya man se lagta jogi hain koi kahe bahrupiya usko koi kahe wo dhongi hain jaisi jiski najar hain, vaisa dikhta bala jogi hain na bahrupiya na wo dhongi wo to prem ka rogi hain aaye hay prem rog kisko kahte hain itna to bolo, bolo itana to bolo apni aatma se puchho, apne raam se puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho are kya sach hain kya jhuth hain kaun use baandhe hain jispe chalta nahi hain kisi ka rob in hatho me dor hain uski jiske hath me sabki dor jo sabko bandhe hain us par chalta sirf dilo ka jor ek taraf rakhi ka bandhan ek taraf mamta ki dor ek tisra karm ka bandhan, uski baat kaho ho uski baat kaho apni aatma se puchho, apne raam se puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho are kya sach hain kya jhuth hain puchh liya hain apne dil se dil me aakar chor chhupa bhed hamara jaan liya par apna dil na khol saka uske dil me sabki mohabbat dil na kisi ka tod saka bolna chaha tha sach sach par pyar kiye na bol saka dil to ho jhutha hain sari, duniya se kah do kah do duniya se kah do apni aatma se puchho, apne raam se puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho are kya sach hain kya jhuth hain wo sabka rakhwala hain fir chor use kyun kahte hain badnami bhi karte hain aur uske bina na rahte hain usne churaya hain dil sabka log to sach hi kahte hain jaha pe apna dil rahta ho vahi to ham sab rahte hain kaha pe uska dil laga aur kiske chor hain wo bolo kiske chor hain wo apni aatma se puchho, apne raam se puchho apni aatma se puchho, apne raam se puchho are kya sach hain kya jhuth hain