SONG: Ek Teri Nazar Ek Meri Nazaar, Kyu Lad Gayi Aapas Me - एक तेरी नज़र एक मेरी नज़र, क्यूँ लड़ गयी आपस में

Ek Teri Nazar Ek Meri Nazaar, Kyu Lad Gayi Aapas Me - एक तेरी नज़र एक मेरी नज़र, क्यूँ लड़ गयी आपस में

LYRICS:
ek teri nazar ek meri nazar ek teri nazar ek meri nazar kyu lad gayi aapas me kyu lad gayi aapas me ek tera dil ek mera dil phir dono rahe na bas me kaho ye pyar nahi to kya kaho ye pyar nahi to kya hai kuch tumne kaha kuch humne kaha kuch dil se dil ki bat huyi malum huya na dono ko kab din nikla kab rat huyi aankho hi aankho me humne kuch kha li aisi kasme kaho ye pyar nahi to kya kaho ye pyar nahi to kya hai ek teri nazar ek meri nazar ek teri nazar ek meri nazar kyu lad gayi aapas me kyu lad gayi aapas me ek tera dil ek mera dil phir dono rahe na bas me kaho ye pyar nahi to kya kaho ye pyar nahi to kya hai kuch kah bhi gaye kuch kah na sake kuch kahne ka arman bhi hai hum us manjil par aa nikle jo mushkil bhi aasan bhi hai is duniya me dekhi humne aas nirali kaho ye pyar nahi to kya kaho ye pyar nahi to kya hai ek teri nazar ek meri nazar ek teri nazar ek meri nazar kyu lad gayi aapas me kyu lad gayi aapas me ek tera dil ek mera dil phir dono rahe na bas me kaho ye pyar nahi to kya kaho ye pyar nahi to kya hai