SONG: Ek Tara Jogi Aaya - इक तारा जोगी आया

Ek Tara Jogi Aaya - इक तारा जोगी आया

LYRICS:
ho bhole kya bole ho bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya ho bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya arey apni jeb paraya maal jiwan mohmaya ka jaal jhootha ye jag sara bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya teri kismat nyari hai arey teri kismat nyari hai tu saajan ki pyari hai chupkar dono milte ho duhsman duniyadari hai tera preetam hai pardes aayega wo badal kar bhesh ye sandes hamara bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya maine baaki sab dekha duniya dekhi rab dekha arey maine baaki sab dekha duniya dekhi rab dekha maa kya hai mamta kya hai ye to maine ab dekha o maa tumko jab dekha mit jayegi teri pyaas aa jayega tere pass tera raaj dulara bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya ghode hathi aayenge ghode hathi aayenge sab barati aayenge doli bharke is ghar ki daulat ko le jayenge aane wale hai mehmaan hoga tum sab ka kalyaan bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya arey apni jeb paraya maal jiwan mohmaya ka jaal jhootha ye jag sara bhole kya bole ik tara jogi aaya unche parwat ka banjara jogi aaya