SONG: Ek Siwaa Tere - एक सिवा तेरे

Ek Siwaa Tere - एक सिवा तेरे

LYRICS:
ek siwa tere main kya sochun? ab siwa tere main kya dekhun? tu mujhme itna bikhra hai rooh tak tu meri utra hai meri chahat ka ye vaada hai tu mujhme mujhse jyada hai hmm..ek siwa tere main kya sochun? ab siwa tere main kya dekhun? tu mujhme itna bikhra hai rooh tak tu meri utra hai meri chahat ka ye vaada hai tu mujhme mujhse jyada hai bekhudi ka tu sahaara ban gaya hai indino tu tasalli ka kinara ban gaya hai indino ab tujhe paake main kya chahun? bas tera hoke jiye jaaun tu meri subah ka taara hai khaali raaton ka gujara hai meri chahat ka ye vaada hai tu mujhme mujhse jyada hai meri har ek saans teri saans se ab jud gayi behte bhete meri dhadkan teri tarfa mud gayi main tera saaya sada paun khud mein kuch harpal aa paun dil fida tujhpar humara hai teri khatir sab ganwara hai meri chahat ka ye vaada hai tu mujhme mujhse jyada hai.