SONG: Ek Shola Bhadkega Ek Patanga Tadpega - एक शोला भड़केगा एक पतंगा तड़पेगा

Ek Shola Bhadkega Ek Patanga Tadpega - एक शोला भड़केगा एक पतंगा तड़पेगा

LYRICS:
ek shola bhadkega ek patanga tadpega aaj ki raat ki baat na puchho ek shola bhadkega ek patanga tadpega aaj ki raat ki baat na puchho ek shola bhadkega abhi to rang bandha hai fasane ka abhi to rang bandha hai fasane ka koi sama hai ye chhod ke jane ka raat hai baki, baat hai baki aate hi aayega ji pyar ka maja ek shola bhadkega ek patanga tadpega aaj ki raat ki baat na puchho ek shola bhadkega dekho to pyare abhi se khafa kya ho dekho to pyare abhi se khafa kya ho aage aage jara pichhe kya kya ho aaj humare aayi hai baahe aayega ab takrar ka maja ek shola bhadkega ek patanga tadpega aaj ki raat ki baat na puchho ek shola bhadkega tum pe bhi dard ki kaali ghata chhayi tum pe bhi dard ki kaali ghata chhayi hum pe chhuri koi tum pe bhi kam aayi dil hi akele kyu dukh jhele tumko bhi aaye inkaar ka maja ek shola bhadkega ek patanga tadpega aaj ki raat ki baat na puchho ek shola bhadkega