SONG: Ek Se Bhale Do Do Se Bhale Chaar, Manjil Apni Dur Rasta Karna Paar - एक से भले दो दो से भले चार मजिल अपनी दूर रस्ता करना पार

Ek Se Bhale Do Do Se Bhale Chaar, Manjil Apni Dur Rasta Karna Paar - एक से भले दो दो से भले चार मजिल अपनी दूर रस्ता करना पार

LYRICS:
ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par hum haste gate chal diye haste gate chal diye hum mauj udate chal diye mauj udate chal diye hum haste gate chal diye mauj udate chal diye ekta ki been se sur milake chal diye ekta ki been se sur milake chal diye sath sath baj rahe hai dil ke tar tar ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par ye tedhe medhe rashte medhe rashte ye unche niche raste niche raste ye tedhe medhe rashte ye unche niche raste isliye baanye gaaye hai hamare waste isliye baanye gaaye hai hamare waste sikh le musibato ko kaise karna par ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par hum thakne walo me nahi thakne walo me nahi hum rukne walo me nahi rukne walo me nahi hum thakne walo me nahi hum rukne walo me nahi aasma ke samne bhi jhukne walo me nahi aasma ke samne bhi jhukne walo me nahi aaye afto ke bhala andhiya hazar ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par hum aage badte jayenge aage badte jayenge hum unche chadte jayenge unche chadte jayenge hum aage badte jayenge hum unche chadte jayenge apni kamjoriyo se khud hi ladte jayenge apni kamjoriyo se khud hi ladte jayenge gate jayenge sabhi hum ye bar bar ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par ek se do bhale do se bhale char manjil apni dur hai rasta karna par