SONG: Ek Sadak Chhaap Se Paala Pad Gaya - एक सड़क छाप से पाला पड़ गया

Ek Sadak Chhaap Se Paala Pad Gaya - एक सड़क छाप से पाला पड़ गया

LYRICS:
ek sadak chhap se pala pad gaya ek sadak chhap se pala pad gaya ab kya hoye hairan meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam haye re sone ki jawani jaye kodiyo ke daam raam ho ho raam ho yahi sadak chhap sa dheri sabke yahi sadak chhap sa dhera sabke aade tirchhe kaam basti bhar ka main dulara ae ri bajju mera naam basti bhar ka main dulara ae ri bajju mera naam ek sadak chhap se paala pad gaya ek rajaai do jano khecha tani hoye jiske hisse aa gayi wo raha chain se soye ke jadan mar gayi re ke sun jangaliya ke jadan mar gayi re sun jangaliya pani mein rahne wali kahti hua hai jukham basti bhar ka main dulara bajju bajju mera naam meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam ke jadan mar gayi re ke sun jangaliya kiske khatir kajara dala gajra sajaya kiske khatir kajara dala gajra sajaya besharmi ka path tohe kisne padhaya kisi mere jaise dil wale ki kisi mere jaise dil wale ki ban ja gulam meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam basti bhar ka main dulara bajju bajju mera naam sur na samjhe taal na jane banta hai gawayiya sur na samjhe taal na jane banta hai gawayiya jo raste pe rahte tu to usi hai bhaiya naam karodimal par anti mein are naam karodimal par anti mein nahi hai chhadam meri sone ki jawani jaye kodiyo ke daam basti bhar ka main dulara bajju bajju mera naam tere pichhe chhodi maine din bhar ki majduri tere pichhe chhodi maine din bhar ki majduri tere kaam ko jana sare kamo se jaruri aadha aadha baat ke lenge chal aadha aadha baat ke lenhe aaye jo inam chale hamra bhi kaam chale tumhara bhi kaam yaha aaye jo log unhe hamra salam ae ji hamra salam haa ji hamra salam ho raama