SONG: Ek Ravan Ko Ram Ne Mara, Ek Ravan Ko Mai Marunga - एक रावन को राम ने मारा एक रावन को मैं मारूंगा

Ek Ravan Ko Ram Ne Mara, Ek Ravan Ko Mai Marunga - एक रावन को राम ने मारा एक रावन को मैं मारूंगा

LYRICS:
ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga bol shri ram chandar ki jai ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga ye anokhi reet re bhaiya is neele akash tale har koi ek baar jale lekin rawan har sal jale ye anokhi reet re bhaiya is neele akash tale har koi ek baar jale lekin rawan har sal jale ab ke baras dharti ke sar se ab ke baras dharti ke sar se mai ye bojh utarunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga jab anyay hua chali hai nayay ki talwar yaha jab jab atyachar hua aya koi awtar yaha jab anyay hua chali hai nayay ki talwar yaha jab jab atyachar hua aya koi awtar yaha ram na jane kab aaye ram na jane kab aaye mai kab tak bat niharunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga