SONG: Ek Raaje Ka Beta Le Kar Udne Wala Ghoda - एक राजे का बेटा ले कर उड़ने वाला घोड़ा

Ek Raaje Ka Beta Le Kar Udne Wala Ghoda - एक राजे का बेटा ले कर उड़ने वाला घोड़ा

LYRICS:
ek raaje betaa le kar udane waalaa ghodaa ek raaje betaa le kar udane waalaa ghodaa desh-desh ki sair ki khaatir apne ghar se niklaa desh-desh ki sair ki khaatir apne ghar se niklaa udte-udte chalte-chalte thake jo uske paanv udte-udte chalte-chalte thake jo uske paanv to ek jaa par baith gayaa wo dekh ke thandi chhaanv to ek jaa par baith gayaa wo dekh ke thandi chhaanv itne me honi ne apni basi vahaan bajaai itae me honi ne apni basi vahaan bajaai jisko sun kar pariyo ki shahajaadi daudi aai jisko sun kar pariyo ki shahajaadi daudi aai