SONG: Ek Pyasa Tujhe Maikhana Diye Jata Hai - एक प्यासा तुझे मैख़ाना दिए जाता हैं

Ek Pyasa Tujhe Maikhana Diye Jata Hai - एक प्यासा तुझे मैख़ाना दिए जाता हैं

LYRICS:
ek pyasa tujhe maikhana diye jata hai jate jate bhi ye nazrana diye jata hai baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di jaise guzar saki ye shabe gam guzaar di baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di sahil karega yaad usi namurad ko sahil karega yaad usi namurad ko haye kashti khushi se jisne bhanwar me utar di jaise guzar saki ye shabe gam guzaar di baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di chal pade safar ko to mud ke kya dekhna chal pade safar ko to mud ke kya dekhna haye duniya ka kya hain usne sada baar baar di jaise guzar saki ye shabe gam guzaar di baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyar ki jeeti ya haar di