SONG: Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai - एक पल गमों का दरिया न शाम होने को है

Ek Pal Ghamo Ka Dariya N Shaam Hone Ko Hai - एक पल गमों का दरिया न शाम होने को है

LYRICS:
ek pal gamo ka dariya ek pal khushi ka dariya rukhta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya aankhe thi wo kisi ki ya khawab ke zanjire aankhe thi wo kisi ki ya khawab ke zanjire aawaj thi kisi ki ya ragini ka dariya ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya rukhta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai is dil ki wadiyo me ab khak ud rahi hai bheta yahi tha phele ek ashiki ka dariya ek pal gamo ka dariya ek pal kushi ka dariya thamta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya kirno me hai ve lehre ya lehro me hai kirne kirno me hai ve lehre ya lehro me hai kirne dariya ke chadni hai ya chandni ka dariya ek pal ghamo ka dariya ek pal kushi ka dariya thamta nahi kahi bhi ye zindagi ka dariya ye zindagi ka dariya ye zindagi ka dariya