SONG: Ek Nazar - एक नजर

Ek Nazar - एक नजर

LYRICS:
laagi laagi sab kahe laagi buri bala laagi laagi sab kahe laagi buri bala laagi tab hi janiye ki yaar paar ho jaye ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya ek najar ek najar ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya yu mere yyu mere yu mere dildar ne dekha deewana kar diya yu mere dildar ne dekha deewana kar diya ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya tu to bhayi hai prem deewani tera dard na jane koi ghayal ki ghav ghayal jane aur na jane koi dil mein uske naam ki bajane lagi shahnayiya dil mein uske naam ki bajane lagi shahnayiya aap hi ye dhadkane mene lagi angadayiya aise uske pyar ne dekha deewana kar diya yu mere dildar ne dekha deewana kar diya ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya har najar uski wafa ka jam banakar rah gayi har najar uski wafa ka jam banakar rah gayi aarju-e-ishq ka paigaam banakar rah gayi jhumkar main haar gayi dekha deewana kar diya yu mere dildar ne dekha deewana kar diya ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya jindgi ka aayina shakle badal kar rah gaya jindgi ka aayina shakle badal kar rah gaya dil kuch kare koi jaise dil ki baate kah gaya kya mere sarkar ne dekha deewana kar diya yu mere dildar ne dekha deewana kar diya ek najar jab yaar ne dekha deewana kar diya