SONG: Ek Nazar Kisi Ne Dekha Aur Dil Hua Deewana - इक नजर किसी ने देखा और दिल हुआ दीवाना

Ek Nazar Kisi Ne Dekha Aur Dil Hua Deewana - इक नजर किसी ने देखा और दिल हुआ दीवाना

LYRICS:
ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana chori chori bagiya main aayi jo bahar kaliyo ki ankhiyon se chalka khumar chori chori bagiya main aayi jo bahar kaliyo ki ankhiyon se chalka khumar chhup chhup kisi se nazar huyi chaar koi dil jit gaya koi gaya haar mann mere jhum taro ko chum aaya tera zamana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana baaje mora bichhuwa thumk chalu chaal dhak dhak dil mera deta jaye tal baje mora bichhuwa thumk chalu chaal dhak dhak dil mera deta jaye tal ude hai chunar jaise shayar ka khayal jane kaise jadu leke aaya hai ye saal aankhein churau chhup chhup ke gaau main ik naya tarana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana nayi nayi duniya hai main hun anjan abhi abhi kisi se huyi hai pahchan nayi nayi duniya hai main hun anjan abhi abhi kisi se huyi hai pahchan soch soch haar gaya mai hu hairan tumhe kis naam se pukaru mahaman sapna kahun ke apna kahun ke rangin ik fasana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana ik nazar kisi ne dekha aur dil huya diwana hai baat bas itni si aur ban gaya afasana