SONG: Ek Naya Sansar Sajao - एक नया संसार सजाओ

Ek Naya Sansar Sajao - एक नया संसार सजाओ

LYRICS:
ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya jhum jhum aanand manao aaj khushi ka din aaya jhum jhum aanand manao aaj khushi ka din aaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya jhilmil jhilmil deepak chamke jagmag jagmag diwali jagmag jagmag diwali diwali diwali sone ke dwaro pe bandhe toran koi matwali toran koi matwali matwali ho matwali bago me hariyali chayi phulo ka man muskaya bago me hariyali chayi phulo ka man muskaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya kahi nachati chail chhabili payal ki jhankar kahi kahi nachati chail chhabili payal ki jhankar kahi payal ki jhankar kahi kahi chand sa mukhda damke rangan ki bayochar kahi kahi chand sa mukhda damke rangan ki bayochar kahi rangan ki bayochar kahi dagar dagar me dhum machi hai sukh ka sagar lahraya dagar dagar me dhum machi hai sukh ka sagar lahraya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya raj dware nar nari jaye naye naye singaar kiye raj dware nar nari jaye naye naye singaar kiye mangal geet nariya gaye aasha ka sansar liye mangal geet nariya gaye aasha ka sansar liye nagar nagar ke raja aaye jinhe dekh man harshaya nagar nagar ke raja aaye jinhe dekh man harshaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya ek naya sansar sajao aaj khushi ka din aaya